No Comment Please........

Allama Iqbal -V/S- Mohsin Naqvi
-
Mohsin:
-
Kehte haan bare fakhr se hum Gham nahin karte,
-
Maatam ki sadaa sunte hain Maatam nahin karte,
-
Woh log bhala samjhein ge kya Ramz-e-Shahadat,
-
Jo Eid to karte hain Muhram nahin karte,
-
kyon aap ka dil jalta hai kyon jalta hai Seena,
-
Hum aap ke seene pe to Maatam nahin karte,
-
Mohsin yeh Maqbool Riwayat hai jahan mein,
-
Qatil kabhi Maqtool ka Maatam nahin karte,
-
Allama Iqbal:
-
Royein woh jo munkir haan shahadat-E-Hussain (R.A) ke
-
Hum zinda-o-Javaid ka maatam nahin karte...!
-
Subhan-ALLAH.