To Tum apna Rab ki kon kon si Nematon ko Jhutlao ga

Allah ne apne bando pe 3 anayaat ki
1. Gandum or Anaaj me keerey paida kar diye,
warna log ise soney or chandi ki tarah zakheera kar letay or log bhookey mar jate
2. Mot k baad murdey k jism me badboo paida ki warna koi apne pyaaro ko dafan na karta
3. Museebat k baad sabar o sakoon diya warna zindgi kbi khsghawar na hoti

To tm apne rab ki kon kon si naimat ko jhutlao gay?

my-nokia-cell.blogspot.com