Girl friend ka inkar par aik Ghazal

Is tarhan sy sataane ki zarurat kia thi
Kamini dil ko jalane ki zrurat kia thi

Jo nhi tha Ishq to keh dia hota,
Apni owqat dikhane ki zrurat kia thi.

Maaloom tha agr ye khuwab toot jayenge,
Manho0s phr nend me ane ki zrurat kia thi.!

Ishq pr lagti rahegi hr daur me pabandi
Ek aashiq ki watt lagwane ki zrurat kia thi.!

Maan lo agr ye yaktarfa mohabat thi
To phr nafsiyati aurat.!
Mujhe dekh kr muskrane ki zrurat kia thi