Namaz ka dus (10) Faidy - Islamic Namaz SMS

Namaz k 10 Faiday

1.Chehre pay Nooraniyat,
2.Dil ka noor,
3.Jism ki raahat,
4.Qabar me saathi,
5.Nuzul e Rehmat ka zariya,
6.Aasmano ki chaabi,
7.Meezan me wazan,
8.Allah ki raza,
9.Jannat ki keemat,
10.Aag se bachao ka zariya.
Bahyo namaz parho or dawat dia karo.