Hazrat Jabir b.Abdullah(R.A) se rawayat ha.
Rasullallah(S.A.W) ne farmaya:
Apne ap par lanat(bad'ua) na beijo,or na apne bacho'n par lanat beijo,or na apne gulamo'n(nokro'n) par lanat beijo,or na apni jayedat(property,malkeyat) par lanat beijo,ye na ho k Allah se kuch mangne(qabuleyat) ka waqt ho or wo tmhari darkhwast pori kr dey.
Abu Dawud,Book#2,Hadith#1527.